Best 125+ Khamoshi Shayari in Hindi 2024
Khamoshi Shayari वो जज़्बात बयान करती है, जो अक्सर अल्फ़ाज़ में नहीं कहे जा सकते। खामोशी में छिपी बातें दिल को गहराई से छू जाती हैं।
इस लेख में, हम Waqt, Rishte, और दिल को छू लेने वाले पलों पर Khamoshi Shayari की खूबसूरत दुनिया को करीब से जानेंगे। आइए इस सफ़र की शुरुआत करें।
Khamoshi Shayari
कैसी है ये मोहब्बत कैसा ये प्यार है
एक तरफ है ख़ामोशी एक तरफ इंतज़ार है !
Kaise hai ye mohabbat, kaisa ye pyaar hai,
Ek taraf hai khamoshi, ek taraf intezaar hai!
क़समें, वादे, दरवाज़े तो ठीक हैं पर,
ख़ामोशी को तोड़ नहीं सकता हूँ मैं।
Kasmein, waade, darwaaze to theek hain par,
Khamoshi ko tod nahin sakta hoon main.
हजारों मिलेंगे तुझे तेरे पास
पर उन हजारों में हम नहीं मिलेंगे..!!
Hazaaron milenge tujhe tere paas
Par un hazaaron mein hum nahin milenge..!!
दिल की बात कैसे समझाऊं,
तेरी खामोशी कैसे मिटाऊं !
Dil ki baat kaise samjhaaoon,
Teri khamoshi kaise mitaaoon !
ख़ामोश रहने की आदत भी मार देती है,
तुम्हें ये ज़हर तो अंदर से चाट जाएगा।
Khamosh rehne ki aadat bhi maar deti hai,
Tumhe ye zeher to andar se chaat jayega.
Waqt Khamoshi Shayari
प्यार की जुबान खामोश होती है
फिर भी सब कुछ बोल देती है !!
Pyaar ki zubaan khamosh hoti hai,
Phir bhi sab kuch bol deti hai
सांसें शोर मचा रही है, जुबां बिल्कुल खामोश है
दोनों के बीच की लड़ाई में न जाने किसका दोष है !!
Saansein shor macha rahi hain, zubaan bilkul khamosh hai,
Dono ke beech ki ladai mein na jaane kiska dosh hai.
दर्द हद से ज्यादा हो तो आवाज छीन लेती है
ऐ दोस्त, कोई खामोशी बेवजह नहीं होती है !!
Ajeeb hai mera akelapan, na khush hoon,
Na udaas hoon, bas akela hoon aur khamosh hoon.
तेरा चुप रहना मेरे ज़हन में क्या बैठ गया
इतनी आवाज़ें तुझे दीं कि गला बैठ गया !!
Tera chup rehna mere zehan mein kya baith gaya,
Itni aawazen tujhe dein ki gala baith gaya.
उसने कुछ इस तरह से की बेवफाई
मेरे लबो को खामोशी ही रास आई !!
Usne kuch is tarah se ki bewafai,
Mere labo ko khamoshi hi raas aayi!
Rishte Khamoshi Shayari
दर्द वही देते हैं जो अपने होते हैं,
पराए तो टक्कर लगने पे भी सॉरी बोल देते हैं।
Dard wahi dete hain jo apne hote hain,
Paraaye to takkar lagne pe bhi sorry bol dete hain.
वहाँ पहले ही आवाज़ें बहुत थीं,
सो मैंने चुप कराया ख़ामोशी को।
Wahan pehle hi aawazen bahut thi,
So maine chup karaya khamoshi ko.
ख़ामोशी में चाहे जितना बेगाना-पन हो,
लेकिन एक आहट जानी-पहचानी होती है!
Khamoshi mein chahe jitna begana-pan ho,
Lekin ek aahat jaani-pehchani hoti hai!
सुनती रही मैं सब के दुख ख़ामोशी से,
किसका दुख था मेरे जैसा, भूल गई।
Sunti rahi main sab ke dukh khamoshi se,
Kiska dukh tha mere jaisa, bhool gayi.
बोलने से जब अपने रूठ जाए
तब खामोशी को अपनी ताकत बनाएं !!
Bolne se jab apne rooth jaaye,
Tab khamoshi ko apni taqat banaye!
Heart Touching Khamoshi Shayari
सन्नाटा टूटने का समय आ गया है
अब हम खुद को बर्बाद करने आये हैं !
Sannata tootne ka samay aa gaya hai,
Ab hum khud ko barbaad karne aaye hain
ठंड के मौसम में उदासी अच्छी नहीं लगती
प्यार में प्रेमी की खामोशी अच्छी नहीं होती !
Thand ke mausam mein udaasi achhi nahin lagti,
Pyar mein premi ki khamoshi achhi nahin hoti.
हुक्का ने खामोशी पर जोर दिया है
ऐसे होता है प्यार का इजहार !
Hukka ne khamoshi par zor diya hai,
Aise hota hai pyar ka izhar.
शाम के सन्नाटे में ये शोर कैसा
वो सड़कों से पूछते हैं कि ये मोड़ कैसा है !
Shaam ke sannate mein ye shor kaisa,
Woh sadkon se poochhte hain ki ye mod kaisa hai.
आज बहुत शांति से रहा
बस एक सहकर्मी की ओर इशारा किया !
Aaj bahut shaanti se raha,
Bas ek sahkarmi ki aur ishara kiya.
2 Line Khamoshi Shayari
मेरी ख़ामोशी में सनाटा भी है शोर भी है,
आपने देखा ही नहीं आँखो में कुछ और भी है
meri khamoshi main sanaata bhi hai shor bhi hai,
aapane dekha hi nahi aankho main kuchh aur bhi hai
बहुत अलग सा है मेरे इश्क़ का हाल!!!
तेरी एक ख़ामोशी और मेरे लाखों सवाल
bahut alag sa hai mere ishq ka haal!
teri ek khamoshi aur mere laakho sawaal
मौत के बाद कि ख़ामोशी देखी है दोस्त,
अपने अंदर वही महसूस कर रहा हूँ अब !
maut ke baad ki khamoshi dekhi hai dost,
apane andar vahi mahasoos kar raha hoon ab !
कुछ बातों का जवाब सिर्फ ख़ामोशी होती है ,
ख़ामोशी बहुत खूबसूरत जवाब होती है
kuchh baaton Ka javaab sirf khamoshi hoti hai ,
khamoshi bahut khoobasoorat javaab hoti hai
ख़ामोशी से जब तुम भर जाओगे ,
चीख लेना थोडा वरना मर जाओगे
khamoshi se jab tum bhar jaoge ,
cheekh lena thoda varana mar jaoge
Khamoshi Shayari in Hindi
ख़मोशी से मुसीबत और भी संगीन होती है
तड़प ऐ दिल तड़पने से ज़रा तस्कीन होती है !
Khamoshi se museebat aur bhi sangeen hoti hai,
Tadap ai dil tadapne se zara taskeen hoti hai.
तड़प रहे है हम तुमसे एक अल्फाज के लिए,
तोड़ दो खामोशी हमें जिन्दा रखने के लिए !
Tadap rahe hain hum tumse ek alfaz ke liye,
Tod do khamoshi humein zinda rakhne ke liye.
ख़ामोश शहर की चीखती रातें,
सब चुप हैं पर, कहने को है हजार बातें !
Khamosh sheher ki cheekhti raaten,
Sab chup hain par, kehne ko hai hazar baatein!
आप जिस चीज़ को कहते हैं कि बेहोशी है
वो दिमाग़ों में ज़रा देर की ख़ामोशी है !
Aap jis cheez ko kehte hain ki behoshi hai,
Woh dimaagon mein zara der ki khamoshi hai!
तुम खामोश हो पर तुम्हारा दिल बोल रहा है,
तुम्हारे खामोश होने का हर राज खोल रहा है !
Tum khamosh ho par tumhara dil bol raha hai,
Tumhare khamosh hone ka har raaz khol raha hai!
Khamoshi Shayari in English
Bahut Alag Sa Hai Mere Ishq Ka Haal
Uski Khamoshi Aur Mere Lakhon Savaal.
Kin Laphjo Mein Likhu Me Tere Intajaar Ko
Gumnaam Ishq Hai Dhoondta Hai Khamoshi Se Tujhe
Dekh Kar Tasveer Usaki Chehara Ashkon Se Bhar Jaata Hai
Samandar Aankhon Ka Yuhi Khamoshi Se Bah Jaata Hai.
Baad Muddat Ke Khamosh Hue Hai Yun Hi Rehne Do
Nahi Karna Mujhe Naam Hamain Badanaam Hi Rehne Do.
Saanson Ko Chhalni, Jigar Ko Paar Karati Hai
Khamoshi Bhi, Bade Salike Se Waar Karti Hai.
Meri Khamoshi Shayari
कैसे कह दूँ मैं सपनों को जीने की ख़्वाहिश नहीं,
हाँ, मैं ख़ामोश रहती हूँ पर मन ही मन बोलती हूँ।
Kaise keh doon main sapnon ko jeene ki khwahish nahi,
Haan, main khamosh rehti hoon par man hi man bolti hoon.
मेरी खामोशी थी जो सब कुछ सह गई,
उसकी यादें ही अब इस दिल में रह गईं।
Meri khamoshi thi jo sab kuch sah gayi,
Uski yaadein hi ab is dil mein reh gay
वक्त ने आखिर छीन ही लिया उसे मुझसे,
हम वैसे नहीं रहे जैसे पहले थे।
Waqt ne aakhir cheen hi liya use mujhse,
Hum waise nahi rahe jaise pehle the.
मुस्तक़िल बोलता ही रहता हूँ,
कितना ख़ामोश हूँ मैं अंदर से!
Mustaqil bolta hi rehta hoon,
Kitna khamosh hoon main andar se!
मैं ख़ामोशी तेरे मन की, तू अनकहा अलफ़ाज़ मेरा…
मैं एक उलझा लम्हा, तू रूठा हुआ हालात मेरा…
Main khamoshi tere man ki, tu ankaha alfaaz mera…
Main ek uljha lamha, tu rootha hua haalaat mera…
Teri Khamoshi Shayari
खुशी है चेहरे पर दिल में खामोशी भरी है
याद में तेरे यह आंखें हर पल रो पड़ी है !
Khushi hai chehre par dil mein khamoshi bhari hai
Yaad mein tere yeh aankhein har pal ro padi hai!
ख़ामोशी से जब तुम भर जाओगे ,
चीख लेना थोडा वरना मर जाओगे !
Khamoshi se jab tum bhar jaoge,
Cheekh lena thoda warna mar jaoge!
तेरी खामोशी, अगर तेरी मजबूरी है,
तो रहने दे इश्क कौन सा जरूरी है !
Teri khamoshi, agar teri majboori hai,
To rehne de ishq kaun sa zaroori hai!
जरा ख्याल की जिए मर न जाऊँ कहीँ,
बहुत जहरीली है तेरी ख़ामोशी मैं पी न जाऊँ कहीँ !
Zara khyaal ki jee mar na jaaun kahin,
Bohat zahreeli hai teri khamoshi, main pee na jaaun kahin!
बात नहीं तो शिक़ायत ही कर,
तेरे होंठ यूं खामोश अच्छे नहीं लगते !
Baat nahi to shikayat hi kar,
Tere honth yun khamosh achhe nahi lagte!
आख़िरी अल्फ़ाज़
खामोशी शायरी हमें याद दिलाती है कि खामोशी में छुपे जज़्बात अल्फ़ाज़ से ज्यादा असर रखते हैं। इस खूबसूरत Shayari को अपने करीबियों के साथ शेयर करें और उन्हें अपनी खामोशी का हिस्सा बनाएं।